K Jaisy Taiz Hawa Mai Charagh jalta Ho.
Banke ik saaya wo meri zindagi me aaya!
Na jaane kaun, aaya kaha se thaa Aahat Se Uski Mujhe Hone Lagi Thi Wahshat, Par woh mujh ko Paigham-e-mohabbat De Gaya Tha ! Dil mein uthi Tadap, us ki Sakhawat dili ki wajah se, Aur aisa nasha hua, jo ki jaavedaa tha! Us ke aane say jo is dil main roshni hui hai ab Warna to is dil mein koi taara bhi na chamka tha Dekha Jab sab ne , meri aankho main us ka chehra, Sab ko laga aaj who mujhey apney dulhan bana gaya tha! Bikhray Baal Surkh Aankhain! Zard Chehra!
Kon Ho Tum.. Aaj ApNe Hi AksS Se Ye SawaaL PUch Baithy HuM.. Gamo Ki Barsat Samete Baitha Hu,
Kisi Bewafa Se Fareb Khaye Baitha Hu, Jane Kab Dega Uparwala Maut Mujhe, Khuda Ke Bharose Aas Lagaye Baitha Hu |
Author
|